MAA Tab Bhi Roti Thi,
Jab Beta Pet me Laat
Maarta Tha,,,,,,
.
MAA Tab Bhi Roti Thi,
Jab Beta Gir Jaata Tha.
.
MAA Tab Bhi Roti Thi,
Jab Beta Bukhaar Ya
Sardi me Tadapta Tha.
.
MAA Tab Bhi Roti Thi,
Jab Beta Khaana nahi
Khaata Tha,,,,,,
.
Aur,
.
” MAA Aaj Bhi Roti He
Jab Beta Khana nahi
Deta,,,,,,,!!! ”
koi MAA kabhi bhuki Na
Soye. Aur Uske Aankh Se
1 bund Paani Na Aaye,,,,,
I LOVE MY MOM.
WoH bhi kya din the
” Maa” Ki Godh Aur
” PAPA ” Ke Kandhe,,,,,,,,
Na Paise Ki Soch
Na Life Ke Funde,,,,,,
Na KaL Ki Chinta
Na Future Ke Sapne,,,,,,
Ab KaL Ki He Fikar Aur
Adhure He Sapne,,,,,,
MudH Kar Dekha Toh Bahut
Door He Apne,,,,,,,
Manzilo ko dhundte kaha
kho Gaye Hum,
Aakhir, Itne bade kyu Ho
Gaye Hum,,,,,,,,,!!
Din Bhar Kaam Ke Baad
PAPA Poochte He Ki,,,,,,
,,,,,,,,Kitna Kamaya,,,,????
Wife Poochegi,,,,,,
,,,,,,,Kitna Bachaya,,,,,,????
Beta Poochega,,,,,,,
,,,,,,,Kya Laaya,,,,,,???? LekiN
Maa Hi Puhcegi :
” Beta Kuch Khaya,,,,????? “