Hyderabadi jokes: cheel ku English

HYDERABADI JOKE:

Gullu Bhai Cheel Ku English Me Kya Bolte Maloom kya…

Gullu: Nai maloom miya.

Pappu: Bhai EAGLE bolte. isliye bolte chaar kilaasa padh lena.

Gullu: Abaa aisa… terku maloom bemaar cheel ku kya bolte..

Pappu: Nai maloom bhai.

Gullu:Isliye bolte advance bataa nai karna
Bimar eagle ko ILLEGAL bolte …!!